Shayari and Fun


Ashiqi ka Takaza

Posted in Uncategorized by Prashant Kumar on March 27, 2012
Tags:

Khayal ko kisi aahat ki aas rehti hai

Nigah ko kisi surat ki pyaas rehti hai

Tere bagair kisi cheez ki kami to nahin,

Tere bagair tabiyat udaas rehti hai.

Kisi Baat par wo aaj bhi Naraaz Hain

Posted in Broken Heart,Dard Shayari,Meri Kalam Se,Uncategorized by Prashant Kumar on March 27, 2012
Tags:

Kisi Ek baat par wo aaj bhi humse naraaz hain,

Guzre hue pal ka sila bas wo baat par barkarar hai,

Talwaar aur dhaal dono to unko de chuke hai,

Sir jhuka liya aur Kaha faisla aapka haath hai

Par wo Kisi ek baat par aaj bhi humse naraaz hai

Har dargaah par unki murade maang lete hain

Sabka kosorwar khud ko samajh lete hain

Pathhar na pighle, par mom ko pathar banta dekh rahe hain

Aisi bhi kya berukhi, kya faasla, kya dushmani aur kya berukhi

Kisi ek baat par wo aaj bhi humse naraaz hain

Aye khwabo ke rehnuma..jaakar unko kehdo

Ki Har pal hum yaad unke karte hain,

Unhe na lage ki hum unhe bhool gaye hain

Isliye har din fariyad karte rehte hain

Har galti ki saza maut,  yehi unka insaaf hai

Kisi ek baat se aaj bhi humse naraaz hain

Jimi Hendrix

Posted in Uncategorized by Prashant Kumar on March 15, 2011

Knowledge speaks, but wisdom listens.

– Jimi Hendrix

The Serenity Prayer

Posted in Uncategorized by Prashant Kumar on March 15, 2011

God grant me the serenity to accept the things I cannot change, courage to change the things I can, and wisdom to know the difference.

– The Serenity Prayer (Reinhold Niebuhr)

Green Goblin

Posted in Uncategorized by Prashant Kumar on March 15, 2011
Tags:

We are who we choose to be.

– Green Goblin